Type Here to Get Search Results !

Woh Lyrics – Badshah x Ikka x Dino | Lyrics to "Woh" by Badshah, Ikka, and Dino

Woh is a brand-new Hindi rap song with lyrics by Badshah featuring Ikka and Dino James. Aakash provided the music for this song. Badshah, Ikka, and Dino James all contributed to the song's lyrics for "Woh," and Dino James also released the music video.

Woh Lyrics – Badshah x Ikka x Dino | Lyrics to "Woh" by Badshah, Ikka, and Dino

Woh Song Details:

Song: Woh

Singer: Dino James, Ikka, Badshah

Lyrics: Dino James, Ikka, Badshah

Music: Aakash

Label: Dino James



Woh Lyrics


Hum Toh Doobe Hain

Unki Tasveeron Mein

Mile Sakoon Nahi

Unke Bin Neendon Mein


Kya Yaad Mujhe Bhi

Karti Hogi Woh

Kya Yaad Mujhe Bhi

Karti Hogi Woh


Ab Uska Pata Nahi

Dil Mein Jo Rehta Tha

Uski Baaton Ke

Afsaane Likhne Baitha


Kya Yaad Mujhe Bhi

Karti Hogi Woh

Kya Yaad Mujhe Bhi

Karti Hogi Woh


Hum Toh Doobe Hain

Unki Tasveeron Mein

Mile Sakoon Nahi

Unke Bin Neendon Mein


Kya Yaad Mujhe Bhi

Karti Hogi Woh

Kya Yaad Mujhe Bhi

Karti Hogi Woh


Ab Uska Pata Nahi

Dil Mein Jo Rehta Tha

Uski Baaton Ke

Afsaane Likhne Baitha


Kya Yaad Mujhe Bhi

Karti Hogi Woh

Kya Yaad Mujhe Bhi

Karti Hogi Woh


Haan Maine Kari Yeh Khata

Aur Liya Mera Side

Galti Chupa Ke Saare

Black Ko Kiya White


Mere Bina She’s Dying

Phailaun Main Afwahein

Kaafi Saara Kehna

Par Pata Nahi Tu Kahan Hai


Jaise Miss Main Karun

Baby You Miss Me Kya

Mere Birthday Mein

Beta Toone Wish Nahi Kiya


Dino Strong Hai Bata

Yeh Tujhe Kisne Kaha

Khair Ab Toh Jhelna Padega

Pain Yeh Hisse Ka


Kya Puraane Apne Chat’s Ko

Tu Karti Hogi Read

Kya Tu Type Karke Messages

Karti Hogi Delete


Kya Tu Bhi Puchhna Chahti Hai

Ki Kaisa Hai Tu D

Kya Tu Bhi Try Kar Rahi Hai

Are You Trying To Reach


Tere Khayal Mein Nahi Hoon

Par Tu Khayal Rakhna

D Saath Mein Nahi

Thoda Malaal Rakhna


Jo Bhi Tha Mere Paas

Woh Hua Exhaust

Wapis Pyar Karne Ki

Karun Majaal Ab Na


Hum Toh Doobe Hain

Unki Tasveeron Mein

Mile Sakoon Nahi

Unke Bin Neendon Mein


Kya Yaad Mujhe Bhi

Karti Hogi Woh

Kya Yaad Mujhe Bhi

Karti Hogi Woh


Khayal Tera Dil Se

Mitaya Nahi Abhi

Tu Gayi Phir Dil

Yeh Lagaya Nahi Kabhi


Bewafa Maine Tujhko

Bulaya Nahi Abhi

Pyar Kiya Bas Tujhe

Ginwaya Nahi Kabhi


Bas Ginni Barsaatein

Aur Tere Diye Gham

Dil Maane Nahi Baat

Ke Ab Sath Nahi Hum


Bhole Baba Thoda Karo

Inn Kashton Ko Kamm

Mere Sath Kaali Raat

Aur Ek Poori Bottle Rum


Poori Raat Nahi Sober

Daaru Badi Pee Hai

Yeh Jo Mohabbat

Khayalon Mein Hi Jee Hai


Hum Toh Mare Ja Rahein Hain

Milne Ko

Kya Toone Bhi Milne Ki

Koshish Kabhi Ki Hai


Meri Yaad Mein Tu Royi

Roti Khayi Toone Nahi Hai

Doston Ko Bola Mere Baare

Bura Nahi Hai


Chhod Ke Tu Gayi Par

Banda Khada Wahin Hai

Galat Bas Hum Woh Toh

Ladki Hai Toh Sahi Hai


Hum Toh Doobe Hain

Unki Tasveeron Mein

Mile Sakoon Nahi

Unke Bin Neendon Mein


Kya Yaad Mujhe Bhi

Karti Hogi Woh

Kya Yaad Mujhe Bhi

Karti Hogi Woh


Yeah!


Jo Dikhe Na Woh Dard Nahi Kya

Mahaul Yeh Sard Nahi Kya

Aansu Na Dikhe Aankhein Hain Kiski

Jo Rota Hai Woh Mard Nahi Kya


Yeh Bata Mujhe Ke Kaun Nahi Rota

Main Humare Kamre Mein Nahi Sota

Light’ein Band TV On Nahi Hota

Main Hoon Old School

Mujhse Move On Nahi Hota


Jaane Woh Kahan Gayi

Pehle Bhi Lade Hain

Yeh Pehli Dafa Nahi


Par Kabhi Aisi

Hui Woh Khafa Nahi

Galti Hai Meri

Woh Bewafa Nahi


Maine Aisa Kyun Kiya

Pichhle Maheene Cancel

Har Show Kiya


Kal Flight Mein Yoon Hi

Baithe Baithe Ro Diya

Tere Jaane Pe Pata Chala

Maine Kya Kho Diya


Hum Toh Doobe Hain

Unki Tasveeron Mein

Mile Sakoon Nahi

Unke Bin Neendon Mein


Kya Yaad Mujhe Bhi

Karti Hogi Woh

Kya Yaad Mujhe Bhi

Karti Hogi Woh


Ab Uska Pata Nahi

Dil Mein Jo Rehta Tha

Uski Baaton Ke

Afsaane Likhne Baitha


Kya Yaad Mujhe Bhi

Karti Hogi Woh

Kya Yaad Mujhe Bhi

Karti Hogi Woh


Rahun Main Jaise

Dooba Dooba Dooba Sa

Soona Soona Soona Sa

Bhoola Bhoola Bhoola Sa

Tere Bin


Rahun Main Jaise

Dooba Dooba Dooba Sa

Soona Soona Soona Sa

Bhoola Bhoola Bhoola Sa

Tere Bin


Lagun Main Jaise

Dooba Dooba Dooba Sa

Soona Soona Soona Sa

Bhoola Bhoola Bhoola Sa

Tere Bin


Rahun Main Jaise

Dooba Dooba Dooba Sa

Soona Soona Soona Sa

Bhoola Bhoola Bhoola Sa

Tere Bin


Written by: Dino James, lkka, Badshah


Tags

Post a Comment

0 Comments
* Please Don't Spam Here. All the Comments are Reviewed by Admin.